Thursday, November 21, 2019

Winter mein glycerine ki use se payea glowing skin

:winter mein glycerine ki use se payea glowing skin:


Hello frends toh winter aa cuki hai aur winter aatte he haame hamare skin par jo problm ko phele face karni partiyon hain woh hai dryness. Phir chahey woh face hi yea phir hamare hair, dryness toh hamare face par bhi dekhti  hai aur hamare hair pe bhi. 

 Iss time ager haam hamare skin taraf jayada he dhyan parti hai ager dhyan na de toh woh bilkul dull ho jati hai aur glow woh to kahi gayeb hi ho jati hain. Toh freinds hamare ghar mein hi aise kuch cheez hoti hai jiske use se aap apne skin aur hair ke khayal rakh shakti hai, yeha par baat kar rahi hu haam glycerine ja jiske thik se use karke apaa paa shakti hai glowing skin.  




Toh friends aaj ham baat karne wali hain glycerine ke jiske use se aap pa shekte ho ek glowing aur moisturize skin toh kaise yeh jaan lete hai.

1. Winter mein hamare lips jo hai woh bohot hi jayada dry hone lagti hai toh hamare fati lips ke liye haam glycerine ke use kar shakti hain isske liye aap ko haaf table spoon glycerine lene hai aur haaf table spoon lene hai honey isko mix karke raat ko shone se phele apne lips par lagkar sho sho jayea aur kuch din baad aap dekhoge aake lips bohot hi soft ho gaye hai.

2. Friends app morning mein apne face ko toh wash karte hi ho toh aap uss samay koi market wala jo face wash hein usse use karne ki badle aap DIY koi face wash use karle aur  uss me glycerine ka use kare isse kiya hogi aap ka face glow bhi karegi aur aap skin dry bhi nahi hogi


Iss face wash ko banane ke liye aap ko chahiye 2 table spoon besan 1 table spoon honey haff table spoon chahiye glycerine 5-7drops lemon ki ras aur essko mix karke as a face wash use kar sakte hain.

3. Friends haam log din mein toh koi na koi day cream jarur lagate hai toh kahi bar yeh hoti hai ki haam jo day cream lagate hai uske baad winter mein hamare skin aur bhi jayada dry hone lagte hai.

Toh friend iss problem ko solve karne ke liye aap apne day cream main todi se glycerin mix karke lagaye aur iss aap ka skin dry bhi nahi hogi aur moisture bhi rahegi. Aap apne skin ke isse dry hone se rukh payege.

4. Friends haam toh winter mein body lotion ka use karte hi hai toh friends kahi bar kiya hoti hai ke body lotion lagane ke kuch hour's ke baad bhi hamare skin dry lagte hai

Toh friends iss problem ko solve karne ke liye haam glycerin ke use kar shakti hain haam body lotion mein glycerin ko mix karke vhi laga shakte hain iss hamaare skin jayda time ke liye moisturize rehegi.

5. Toh friends aap apke face pack par bhi glycerin ke use karke ek moisturize aur growing skin paa sheke ho toh friends aapko iss face pack ko banane ke liye chahiye

2 table spoon mulethi yani licorice powder 1 table spon kasturi haldi and haaf table spon chahiye glycerin aur issko aachi tarah se mix karke aap apne face par lagaye aur after 20 minutes aap issko wash karess isske continue use se aap ek glowing aur moisturize skin paa shekte ho.

6. Aap friends raat mein sone se phele to night cream bhi jarur lagati ho toh friends aap apne night cream mein todi si glycerin mix karke lagaye isse aapke skin glowing bhi karegi aur bhi jayada moisturize bhi rehegi toh friends iss tarah aap apne night cream ko aur vhi jayada bhehatar bana shakti ho.

Toh friends iss tarah aap glycerin ka use karke ek moisturize aur glowing skin pa shakti hain,.

Thank you🙏

Monday, November 18, 2019

Winter session mein alovera ke 7faide for skin and hair

:Winter session mein alovera ke 7 faide for skin and hair:


Hello dosto to aap sab kaise ho to winter session aa chuki hai aur ham bohot sare eise log hai jisko winter session bohot aachi lagti hai, lakin dosto yea winter session mein Haa mein bohot sare problm ko bhi face karni par ti chahe woh hamaare helth ke liye ho kiuki winter session mein hame sardi bohot jaldi lag jati hai , aur chahe woh skin ki ho friends ager winter session mein hamre skin ke dhyan na de to yeh aur bhi dry ho jati hai to hamare skin bohot hi bejan dekne lagti hai.

Lakin friends aapke ghar mein ager alovera ke plants hai to apko tension karne ki koi baat nahi ke iss winter session mein kiuki yeh aap ki skin aur hai ki har problem ko solve karegi.

Dosto aap ko batati hoon alovera ke 7 aaise faire jo apke skin care aur hair care mein bohot hi kaam aane wali hai.


Friends alovera ko haam Gritkumari bhi khate hai aur yeh plants to hamaare ghar mein hi rahte hai, aur alovera ka jo jel hai woh hame kaam aane wali hai to iss winter session mein apke skin care mein alovera ke faide hai---

1.  Ager aap ke paas alovera ke plant's hai to aap liye aur bhi bohot aachi baat hai kiuki aap camical free fresh jel paoge, to phele aap fresh alovera  se jel bhar nikal kar mixer grinder mein pis lijiye phir uss alovera jel aap Refrejeter mein stor kare rakiye.



Ager apke pass alovera plants nahi hai to aap market ne milne wala alovera jel bhi le shekti ho

Kiuki aap iss session mein as a face wash use kar ne wali hai kaise mein aap ko batane wali hoon aap log to morning mein apne face ko face wash se clean karte ho to aapko kiya karni hogi market wala face wash ke badle aap iss alovera se apne khud ja face wash bana shakti ho apko bass 2 table spoon besan aur 1 table spoon hony aur alovet ka jo jel mixer grinder mein pise thi woh leni hai 2 table spoon aur apka face wash ready  aur isse apke face glowing bhi hogi aur dryness bhi nahi aayegi face par.



2. Iss  winter session mein aap alovera jel se aap seram bhi bana shakti ho kaise aap ko batati hoon aap jantehi hoge ke seram hamare skin care routine mein kitni jaruri hai kiuki winter session mein skin jayda dry hone lagte hai to seram hamare skin ko moisturize rakhne mein bohot hi jayada help karti hai alovera jel se haam seram banayenge kaise batati hoon aap ko, phele aap

2 tabil soon alovera gel lijiye phir  haff table spoon Glicarin ligi yea aur esse achee taraha se milaiyen aur isse aap skin pe as a seram use kar shakti hain.

3. Scrub jo hotee hai woh hamaare skincare routine mein bohot hi important hoti hai to haam iss winter session mein alovera se bohot hi aachi scrub banayenge,jo ke hamare dead cels ko bhi remove karegi aur aur winter session mein hamare skin ko dry vhi nahi hone denge, to scrub banane ke liye hame chahiye ots , aur ots ko bhi mixar grinder se aachee taraha se pis le to hame ots chahiye 2 table spoon, hony chahiye 1 table spoon  aur alovera jel lenge haam 2 table spoon aur isko aaache taraha se mix kariye aur hamare scrub ready ho gaya.

4. Winter session mein kabhi kabhi yeh lagti hai face par jo glow hai woh kahi gayeb ho gaya hai to woh glow ko bapas lane ke liya hame week mein 3-4 time face pack lagane hi chahiye aur iss alovera sehi hamaare jo face packe hai usse ready kar shakti hai to isske liye hame chahiye

 2 table spoon licorice powder 1 table spoon kasturi haldi 1 table spoon hony aur 2 table spoon alovera jel aur esse aachee taraha se milale aur hamare face pack ready aur ess face pack ko ham apne face aur neck par laga shakti hain esse iss winter session mein chere mein glow bhi ayeagi bohot

5.  Abb bari hai hair care ki kiuki esse winter session mein hair ki bhi bohot sare problem face karne parte hai to woh problm ham alovera se solve kar shakte hai.



Friends winter mein hair ki jo sabse bari problm hoti hain woh hai dandraf ki problem to iss problm ko solve karne ke liye hame chahiye

4 table spoon alovera jel aur chahiye 4 table spoon dahi aur 1 table spoon lenon ki ras aur esko aachi taraha se mix karle phai apne hair par esko lagaligiye phir 1 hours ke baad esse sampoo se wash karle.

6.  Winter session mein kiya hoti hai hamare jo hair hai woh aur bhi jadaya dry aur bejaan ho jati hai to iss winter session mein alovera se hamare hair ko silky or shine kar shakti hai kaise apko batati hoon iss ke liye aap ko chahiye

4 table spoon alovera jel and 4 table spoon dahi aur 3 table spoon chahiye hony aur aap essko achii tarah se mix kariye aur aapne hair mein lagaaye aur 1 hours ke baad wash karle appko week mein 2 times use karni hai.

7. Iss winter session mein ager aap apne hai ko lambe karna chahi hai to , aur ager aap ke hair growth rukh gahiye hai to aap alovera ke use apne hair ko lambe kar shakti ho to isske liye aap ko kiya karni hogi mein aap ko batati hoon aap ko lene hai

  5 table spoon onion ke ras aur chahiye 5 table spoon alovera jel aur chahiye 3 table spoon coconut oil aur isko aachi tarah se mix karle aur phir 2 hours ke baad aap sampoorn se wash karle aur aapko isse week mein 2 bari use karni hogi

Aur aapko esse continue use karni hogi kuch months tak yeh nahi ke aap isse 2-4 time use kari ho aur phir bandh kardi ho ayisa nahi aap ko continue karni hogi phir aap ko result melegi .


Saturday, November 16, 2019

Winter session mein apne skin ke khayal kaise rakhe

:winter session mein apne skin ka khayal kaise rakhe:   

Dosto abhi winter season aane wali hai yea phir khahi jagah par aa chuki hai, to dosto  winter mein jo weather hoti hai woh haam sabhi ko bohot ho aachi lagti hai, kiuki winter mein haam hohot jagah gomne bhi jate hai aur winter ka jo mithi mithi doop hoti hai woh to haam sabiko pasand hoti hai, aur yeh session shadi ke bhi session hoti  hai to winter mein haam injoy bohot karte hai.

 Lakin frends ager haam log een sabhi ke  bech apne skin ke opor jayda dhayan na dete hai to hamaare skin jo hai rukhi bejan aur dull dekne lagte hai, aur yeh winter ka session to hoti hai dry session to dosto winter mein haam sabhi ko jo hai aur jayda skin ke khayal rakni hogi.

: skin care routine follow karni hogi winter session mein:


Winter mein apne skin ke khayal kaise rakhe phele to hame ek proper skin care routine follow karni hogi aur yeh skin care routine kiya hote he apko phele koi achi face wash se apne skin ko clean karni hogi phir apko face par tonar lagani hogi uske baad ati hai moisturizer ke bari apke skin ko moisturize  karni hogi aur iss process ko skin care routine mein CTM process khati hai.

Winter ka jo session hai to dry hoti hai aur iss session mein to hamare skin jo hai yea aur bhi jayda dry ho jati hai  aur esse winter mein hamare skin dull aur bejan dekne lagti hai, to dosto kiya kare aur Kaise khayal rakhe winter mein apne skin ka.

Ager apka skin type dry hai to winter mein apko aur bhi jayda khayal rakhne hogi, kiuki winter mein yea aur bhi jayada dry honi lagti hai aur Bilkul bejan lagti hai to dosto phele hamme to apne skin ko achii taraha se moisturize kari hogi jisse ki hamare jo skin ho woh aur bhi jadya dry na ho jai.

:winter session mein apko sunscreen vhi lagane chahiye:


Apko ko yeh baat dhyan rakhne hogi ke aap jab bhahar jaayea to sunscreen lagana na vuliye kiuki ham log kiya karte hai winter session hai na to doop jo hai woh to jayda tej hoti nahi to haam log sunscreen nahi lagate hai,to kayebar log yea karti hai ki summer session mein to haam sunscreen lagalete hai lakin winter mein sunscreen nahi lagate to hamme yeh baat dhyan rakhni hogi chayea winter ho summer ho koi bhi session ho hamein sunscreen lagakar hi bhahar nikanne hogi.

: night time skin care routine follow karni hogi:


Winter mein night time skin routine hame follow karni chahiye kiuki ham sabhi ko pata hai winter mein skin jo hai yeh aur vhi jayada dry aur  dull ho jati hai to night time mein skin ko repair kar ne ke liye jayada timr time milte hai to hame night time skin care routine follow karni hogi, isske liye phele aap apne face ko acchi tarah se wash karle phir cleansing milk ko achi tarah se 10 minute tak face par massage kariye phir gile  cotton balls ki help sei usse nikal le.

Phir apne skin par tonar lagaye phir moisturizer uske baad aap chahte hai to seram lagasekte ho kiuki winter mein seram lagane se skin aur vhi jayada moisturize rahate hain then aap koi aachi sir night cream  lagayea jo ki aap ki skin ko winter mein aur bhi jayada narish kare. Aur raat mein sone se phele aap apne full body ko bhi moisturize kare.

:winter season mein jo sabji aur fruits milte hai uske seban kare:


Winter session mein skin ke khyal rakhne ke liye aap winter mein jo sabji aur fruits milte hai uske seban kare jaise ki winter mein oranges aur aamrud bohot sare milte hai to aap inn jaise fruits ka seban kare oranges jo hai woh hamaare skin ke liye bohot achii hoti hai aur ammrud hamaare hair kel liye bohot aachi hoti hai aur hamare skin ke liye bhi bohot aachi hoti hai, aur ayese winter season mein bhi bohot sari sabji bhi milte hai jo hare skin hair aur helth ke liye bhi bohot aachi hoti hai.

: winter session mein peyas na lage phir vhi paani peni chahiye:


Ham log kiya karte hai garmi mein hamme peyas bohot lagti hai to haam log paani pee lete hai lakin winter session mein hame peyas utni bhi nahi lagti to haam pani nahi pete hai to haame winter session mein bhi utni hi paani pene chahiye isse hamare  body ki PH balance rahete haihai aur hamare skin bhi bohot aachi rahti hai.

:winter session mein apne skin ki aachi rakhne ke liye oil ke bhi use kar sakte hai :


Winter session mein apne skin ko aache rakhne  ke liye aap bohot sare oil ke bhi use kar shakti ho jaise ki oliv oil almond oil esse apne skin ko message kariye isse apke skin iss winter ke session mein aur vhi jayda glow karegi.

    Winter session mein aapne skin khyal rakhne ke liye apo esse follow karshakti hai. 

Winter mein glycerine ki use se payea glowing skin

:winter mein glycerine ki use se payea glowing skin: Hello frends toh winter aa cuki hai aur winter aatte he haame hamare skin par j...