Monday, November 18, 2019

Winter session mein alovera ke 7faide for skin and hair

:Winter session mein alovera ke 7 faide for skin and hair:


Hello dosto to aap sab kaise ho to winter session aa chuki hai aur ham bohot sare eise log hai jisko winter session bohot aachi lagti hai, lakin dosto yea winter session mein Haa mein bohot sare problm ko bhi face karni par ti chahe woh hamaare helth ke liye ho kiuki winter session mein hame sardi bohot jaldi lag jati hai , aur chahe woh skin ki ho friends ager winter session mein hamre skin ke dhyan na de to yeh aur bhi dry ho jati hai to hamare skin bohot hi bejan dekne lagti hai.

Lakin friends aapke ghar mein ager alovera ke plants hai to apko tension karne ki koi baat nahi ke iss winter session mein kiuki yeh aap ki skin aur hai ki har problem ko solve karegi.

Dosto aap ko batati hoon alovera ke 7 aaise faire jo apke skin care aur hair care mein bohot hi kaam aane wali hai.


Friends alovera ko haam Gritkumari bhi khate hai aur yeh plants to hamaare ghar mein hi rahte hai, aur alovera ka jo jel hai woh hame kaam aane wali hai to iss winter session mein apke skin care mein alovera ke faide hai---

1.  Ager aap ke paas alovera ke plant's hai to aap liye aur bhi bohot aachi baat hai kiuki aap camical free fresh jel paoge, to phele aap fresh alovera  se jel bhar nikal kar mixer grinder mein pis lijiye phir uss alovera jel aap Refrejeter mein stor kare rakiye.



Ager apke pass alovera plants nahi hai to aap market ne milne wala alovera jel bhi le shekti ho

Kiuki aap iss session mein as a face wash use kar ne wali hai kaise mein aap ko batane wali hoon aap log to morning mein apne face ko face wash se clean karte ho to aapko kiya karni hogi market wala face wash ke badle aap iss alovera se apne khud ja face wash bana shakti ho apko bass 2 table spoon besan aur 1 table spoon hony aur alovet ka jo jel mixer grinder mein pise thi woh leni hai 2 table spoon aur apka face wash ready  aur isse apke face glowing bhi hogi aur dryness bhi nahi aayegi face par.



2. Iss  winter session mein aap alovera jel se aap seram bhi bana shakti ho kaise aap ko batati hoon aap jantehi hoge ke seram hamare skin care routine mein kitni jaruri hai kiuki winter session mein skin jayda dry hone lagte hai to seram hamare skin ko moisturize rakhne mein bohot hi jayada help karti hai alovera jel se haam seram banayenge kaise batati hoon aap ko, phele aap

2 tabil soon alovera gel lijiye phir  haff table spoon Glicarin ligi yea aur esse achee taraha se milaiyen aur isse aap skin pe as a seram use kar shakti hain.

3. Scrub jo hotee hai woh hamaare skincare routine mein bohot hi important hoti hai to haam iss winter session mein alovera se bohot hi aachi scrub banayenge,jo ke hamare dead cels ko bhi remove karegi aur aur winter session mein hamare skin ko dry vhi nahi hone denge, to scrub banane ke liye hame chahiye ots , aur ots ko bhi mixar grinder se aachee taraha se pis le to hame ots chahiye 2 table spoon, hony chahiye 1 table spoon  aur alovera jel lenge haam 2 table spoon aur isko aaache taraha se mix kariye aur hamare scrub ready ho gaya.

4. Winter session mein kabhi kabhi yeh lagti hai face par jo glow hai woh kahi gayeb ho gaya hai to woh glow ko bapas lane ke liya hame week mein 3-4 time face pack lagane hi chahiye aur iss alovera sehi hamaare jo face packe hai usse ready kar shakti hai to isske liye hame chahiye

 2 table spoon licorice powder 1 table spoon kasturi haldi 1 table spoon hony aur 2 table spoon alovera jel aur esse aachee taraha se milale aur hamare face pack ready aur ess face pack ko ham apne face aur neck par laga shakti hain esse iss winter session mein chere mein glow bhi ayeagi bohot

5.  Abb bari hai hair care ki kiuki esse winter session mein hair ki bhi bohot sare problem face karne parte hai to woh problm ham alovera se solve kar shakte hai.



Friends winter mein hair ki jo sabse bari problm hoti hain woh hai dandraf ki problem to iss problm ko solve karne ke liye hame chahiye

4 table spoon alovera jel aur chahiye 4 table spoon dahi aur 1 table spoon lenon ki ras aur esko aachi taraha se mix karle phai apne hair par esko lagaligiye phir 1 hours ke baad esse sampoo se wash karle.

6.  Winter session mein kiya hoti hai hamare jo hair hai woh aur bhi jadaya dry aur bejaan ho jati hai to iss winter session mein alovera se hamare hair ko silky or shine kar shakti hai kaise apko batati hoon iss ke liye aap ko chahiye

4 table spoon alovera jel and 4 table spoon dahi aur 3 table spoon chahiye hony aur aap essko achii tarah se mix kariye aur aapne hair mein lagaaye aur 1 hours ke baad wash karle appko week mein 2 times use karni hai.

7. Iss winter session mein ager aap apne hai ko lambe karna chahi hai to , aur ager aap ke hair growth rukh gahiye hai to aap alovera ke use apne hair ko lambe kar shakti ho to isske liye aap ko kiya karni hogi mein aap ko batati hoon aap ko lene hai

  5 table spoon onion ke ras aur chahiye 5 table spoon alovera jel aur chahiye 3 table spoon coconut oil aur isko aachi tarah se mix karle aur phir 2 hours ke baad aap sampoorn se wash karle aur aapko isse week mein 2 bari use karni hogi

Aur aapko esse continue use karni hogi kuch months tak yeh nahi ke aap isse 2-4 time use kari ho aur phir bandh kardi ho ayisa nahi aap ko continue karni hogi phir aap ko result melegi .


2 comments:

Winter mein glycerine ki use se payea glowing skin

:winter mein glycerine ki use se payea glowing skin: Hello frends toh winter aa cuki hai aur winter aatte he haame hamare skin par j...